Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aur hai dil ki lagi aur dil lagana aur hai ye kahani aur hai aur woh fasana aur hai aur hai dil ki lagi rooth ke jo chal diya rooth ke jo chal diya kya khabar usko bhala kya khabar usko bhala yaad rakhna aur hai aur bhool jana aur hai aur hai dil ki lagi jo tarana lab pe aaya jo tarana lab pe aaya wo to sabne sun liya wo to sabne sun liya rah gaya jo dil hi dil mein wo tarana aur hai aur hai dil ki lagi haye kis khoobi se loota haye kis khoobi se loota bewafaa taqdeer ne bewafaa taqdeer ne meri barbaadi toh hai phir har fasaana aur hai aur hai dil ki lagi
Aur Hum Tum
aaur iss dil mein kyaa rakhaa hai tera hee dard chhupaa rakhaa hai tera hee dard chhupaa rakhaa hai aaur iss dil mein kyaa rakhaa hai aaur iss dil mein kyaa rakhaa hai tera hee dard chhupaa rakhaa hai tera hee dard chhupaa rakhaa hai cheer ke dekhein dil meraa to cheer ke dekhein dil meraa to teraa hee naam likhaa rakhaa hai teraa hee naam likhaa rakhaa hai pyaar ke afsaane sune thei logon se pyaar kyaa hotaa hai ye toone samjhaya milaa dil tujh se to khaab dekhe aise junoon jaane kaisaa jawaan dil pe chhaayaa dil mein aisa dard uthhaa dil ho gayaa diwaanaa dil ho gayaa diwaanaa diwaanon ne iss duniyaa mein diwaanon ne iss duniyaa mein dard kaa naam dawaa rakhaa hai dard kaa naam dawaa rakhaa hai aaur iss dil mein kyaa rakhaa hai aaur iss dil mein kyaa rakhaa hai tera hee dard chhupaa rakhaa hai nigaahon mein meri ye soorat hai teri zindagi ye meri amaanat hai teri dhadakte seene mein mohabbat hai teri mohabbat ye teri ibaadat hai meri tere siva kuchh yaad nahin
aur kaun aayega aur kaun aayega pukaar looo bahaar ko yaar ko pyaar ko aur kaun aur kaun aayega aayega pukaar looo pukaar looo bahaar ko bahaar ko yaar ko yaar ko pyaar ko aur kaun aur kaun aayega aayega aayega aayega aayega ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha barson ki hai chuban bheega sa hai badan mera baahon mein hai agan mera sab hai sajan tera ho barson ki hai chuban bheega sa hai badan mera baahon mein hai agan mera sab hai sajan tera pukaar lo pukaar lo bahaar ko bahaar ko yaar ko yaar ko pyaar ko aur kaun aur kaun aayega aayega aayega aayega aayega aise mein akeli waise hon paheli aa jaa sachchi mein saheli saathi hoon albeli aa jaa hoo aise mein akeli waise hon paheli aa jaa sachchi mein saheli saathi hoon albeli aa jaa pukaar lo pukaar lo bahaar ko bahaar ko yaar ko yaar ko pyaar ko apnon ka saaya hoon sapnon ki chhaya hoon dilbar yaadon mein aana hai waada nibhana hai milkar hoo apnon ka saaya hoon sapnon ki chhaya hoon dilbar yaadon mein aana hai
aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar raat baaki hai abhi raat mein ras baaki hai paa ke tujhko tujhe paane ki hawas baaki hai aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar jism ka rang fazaa mein jo bikhar jaayega meharbaan husn tera aur nikhar jaayega laakh zaalim hai zamaana magar itna bhi nahin tu jo baahon mein rahe waqt thehar jaayega aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar zindagi ab inhi kadmon pe loota doon to sahi zindagi ab inhi kadmon pe loota doon to sahi aye haseen butt main khuda tujhko bana doon to sahi aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar
tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kyaa ae hey hey aah haa haa ae hey hey aah haa haa tum aaye ho to dekh lo nayaa nayaa sa lage ye jahaan haan haan haan haan oh ho haseen haseen hai ye zameen dhula dhula sa hai ye aasmaan tum ho to hai ye samaa aur kya aur kya aur kya aur kya dhadak raha hai dil mera jhuki jhuki hain palkein yahan haan haan haan haan oh ho jo dil mein ho wo keh bhi do ruki ruki si hai ye dastaan jazbaat maange zabaan aur kya aur kya aur kya aur kya tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aa ha ha aa ha ha aa ha ha
Aur Kya Ahde Wafa
aaaaaa aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain log milte hain log milte hain juda hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain kab bichhad jaaye humsafar hi to hain kab bichhad jaaye humsafar hi to hain kab badal jaaye ek nazar hi to hai jaano dil jispe jaano dil jispe fida hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain baat nikli thi is zamaane ki baat nikli thi is zamaane ki jisko aadat hai bhool jaane ki aap kyun humse aap kyun humse khafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain jab rula lete hain jee bhar ke humein jab rula lete hain jee bhar ke humein jab sata lete hain jee bhar ke humein tab kahin khush wo tab kahin khush wo zara hote hain aur kya ehed e wafa hote hain log milte hain juda hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain
tu hi toh mere paas hai phir yeh kaisi pyaas hai ye kaisa ehsaas hai koi bata de mujhe aaj main hoon aur tum ho aur mohabbat hai hmmm hmm aur mohabbat hai aur mohabbat hai hmm main bhi ghum hoon tum bhi ghum ho haan yeh chaahat hai hmmm hmmm haan yeh chahat hai aur mohabbat hai yeh kaise mumkin hai tumko kisi ne ab tak pyaar na kiya ho yeh kaise mumkin hai tumko kisi ne ab tak pyaar na kiya main kaise yeh maanun tumko kisi ne ab tak dil na diya kaisi hai yeh uljhanen dil yeh laga sochne tej hai kyun dhadkanen koi bata de mujhe aaj main hoon aur tum ho aur mohabbat hai hmm hmm hmm aur mohabbat hai aur mohabbat hai jo tumse kehna tha maine kaha na lab par baat hai ruki ho jo tumse kehna tha maine kaha na lab par baat hai ruki lagta hai yeh aksar mere liye hi shaayad tu hai bani kaisa aitbaar hai kaisa intezaar hai kyun tumse itna pyaar hai koi bata de mujhe aaj main hoon aur tum ho aur mohabbat hai hmm hmmm aur mohabbat hai aur mohabbat hai main bhi ghum hoon tum bhi
aur nahin bas aur nahin ghum ke pyaale aur nahin aur nahin bas aur nahin ghum ke pyaale aur nahin dil mein jagah nahin baaki rok nazar apni saaki aur nahin bas aur nahin ghum ke pyaale aur nahin aur nahin bas aur nahin sapne nahin yahaan tere apne nahin yahaan tere sapne nahin yahaan tere apne nahin yahaan tere sachaai ka mol nahin chup ho ja kuchh bol nahin pyaar preet chillaayega to apna gala ganvaayega patthar rakh le seene par kasmen kha le jeene par kasmen kha le jeene par gaur nahin hai aur nahin parwaano par gaur nahin aansu aansu dhalte hain angaaron par chalte hain to aur nahin bas aur nahin aaaa aaaa aaa aaa kitna padhu zamaane ko kitna gadhoon zamaane ko kitna padhu zamaane ko kitna gadhoon zamaane ko kaun gunon ko ginta hai kaun dukhon ko chunta hai hamdardi kaafoor huyi neki chaknaa choor huyi ji karta bas kho jaaoon kafan odhkar so jaaoon kafan odhkar so jaaun daur nahin ye aur nahin insaanon ka daur nahin farz yahaan par farzi hai asli to khud garzi
aurat ne janam diya mardon ko mardon ne use baazaar diya jab jee chaha masla kuchla jab jee chaha dhuttkaar diya aurat ne janam diya mardon ko tulti hai kahin deenaron mein bikti hai kahin baazaron mein nangi nachwayi jaati hai aiyaashon ke darbaaron mein ye wo beizzat cheez hai jo batt jaati hai izzatdaaron mein aurat ne janam diya mardon ko mardon ke liye har zulm rawaan aurat ke liye rona bhi khata mardon ke liye laakhon sejen aurat ke liye bas ek chita mardon ke liye har aish ka haq aurat ke liye jeena bhi sazaa aurat ne janam diya mardon ko jinn honton ne inko pyaar kiya unn honton ka vyopaar kiya jiss khokh mein inka jism dhala uss khokh ka karobaar kiya jiss tann se uge kopal ban kar uss tan ko zaleel o khaar kiya aurat ne janam diya mardon ko mardon ne banaayi jo rasmein unko haq ka farmaan kaha aurat ke zinda jalne ko qurbaani aur balidaan kaha ismat ke badle roti di aur usko bhi ehsaan kaha aurat ne janam diya mardon ko sansaar ki har ek besharmi gurbat
koi yahaan aaaa haaa naachen naachen koi wahaan aaaa haaa naachen naachen saare haseen aaaa haaa naachen naachen saare jawaan aaaa haaa naachen naachen auvaa auvaa auvaa auvaa koi yahaan aaaa haaa naachen naachen koi wahaan aaaa haaa naachen naachen saare haseen aaaa haaa naachen naachen saare jawaan aaaa haaa naachen naachen auvaa auvaa tumse hai tumse pyaar auvaa auvaa maanon na mere yaar auvaa auvaa tumse hai tumse pyaaaaaaaar yaara hai gaana yahin gaana bajaana yahin tur tur taraana bang bang maane na maane koi humne to maana yahin sunna sunana bang bang kisi ka dil aaaa haaa naachen naachen kisi ki jaan aaaa haaa naachen naachen saare haseen aaaa haaa naachen naachen saare jawaan aaaa haaa naachen naachen auvaa auvaa tumse hai tumse pyaar auvaa auvaa maanon na mere yaar auvaa auvaa tumse hai tumse pyaaaaaaaar dil ko chalana nahin kuchh bhi chhupana nahin jhoota bahaana bang bang itni khushi hai yahaan jiska thikaana nahin looto khazaana bang bang kahin shamma
haan avsar beeto jaat praani tero avsar beeto jaat praani tero avsar beeto jaat praani tero avsar beeto jaat haan is kaal ki hera pheri mein is kaal ki hera pheri mein is kaal ki hera pheri mein tero avsar beeto jaat saath minute guzre gaya ghanta aaa aaa saath minute guzre gaya ghanta chaubees mein din raat pal pal kar ke chheen hot hai pal pal kar ke chheen hot hai ik aawat ik jaat praani tero ik aawat ik jaat praani tero avsar beeto jaat haan is kaal ki hera pheri mein tero avsar beeto jaat chhe ritu mil kar baras hot hai aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa chhe ritu mil kar baras hot hai ritu ritu mein dou maas maas maas mein tees diwas hain maas maas mein tees diwas hain gayi sandhyaa aayi raat praani tero gayi sandhyaa aayi raat praani tero gayi sandhyaa aayi raat praani tero gayi sandhyaa aayi raat praani tero avsar beeto jaat haan is kaal ki hera pheri mein tero avsar beeto jaat baalakpan gaya khel kood mein jauban jubati saath baalakpan gaya khel kood mein jauban
awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon ghar baar nahin sansaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin uss paar kisi se milne ka iqraar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin sunsaan nagar anjaan dagar kaa pyara hoon awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon aabaad nahin barbaad sahi gaata hoon khushi ke geet magar gaata hoon khushi ke geet magar zakhmon se bhara seena hai mera hansti hai magar ye mast nazar duniyaaaaaaa duniya mein tere teer ka yaa taqdeer ka maara hoon awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon awaara hoon awaara hoon
awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein har dam har pal bechaini hai kaun bala hai seene mein iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai apne liye to theek usi pal roz dhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari ho na ho iss par kahin koi khaab jala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta ishq ki aise raha guzar ko hum ne chuna hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona thoda sa dil mera bura hai thoda bhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein
oooo hooooooo hoooooo ooooooo aaaaaaaahaaaaa haaaaa aaaaaaaaaaaaaa aawaara maajhi aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan ubhraa hai yahi se armaanon bhara dil armaanon bhara dil doobega yahin pe chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan chaahe aaj mujhse meri hasraton se gusse mein naa kije mil jaane kaa waada aye jaane muhabbat ab to dil ne tum pe mar ke kar liya hai jeene ka iraada chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan
ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui kyun urdu faarsi bolte ho ho ho kyun urdu faarsi bolte ho dus kehte ho do tolatey ho jhootho ke shahenshah bolo na kabhi jhaanko meri aankhein kabhi jhaanko meri aankhein sunaayein ik daastaan jo honthon se kholo na ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui ho ho hairate aashiqui do chaar mahin se lamhon mein do chaar mahin se lamhon mein umron ke hisaab bhi hote hain jinhein dekha nahin kal tak jinhein dekha nahin kal tak kahin ye bhi ab kokh mein wo chehre bote hain ay ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui ho o o hairate aashiqui chashme chashme num chashme chashme num hamesha ishq mein hi
badraaaaaaaaaaaaa haaaaaayeeeeeeee badra chhaaye ke jhule pad gaye haaye ke mele lag gaye oye mach gayi dhoom re ke aaya saawan hoooooooo jhoom ke aya saawan jhoom ke badraaaaaaaaaaaaa hooooooooooo badra chhaaye ke jhoome parbat haaye re kajraari badariyaa ko choom ke ke aaya saawan hoooooooo jhoom ke aya saawan jhoom ke kaahe saamne sab ke baalamvaa tu chhede jaalamvaa kaahe saamne sab ke baalamvaa tu chhede jaalamvaa kaahe phenke nazar ki dori tu luk chhup ke gori gajraaaaaaa haaaayeeeeee gajraa haaye re bairi bikhraa jaaye re mera kajraa oye mach gayi dhoom re ke aaya saawan hoooooooo jhoom ke aya saawan jhoom ke jaane kiss ko kiss ki yaad aayi ke chali purvaayi jaane kiss ko kiss ki yaad aayi ke chali purvaayi jaane kiss birhan kaa mann tarsaa ke paani barsaa kangnaaaaaaaaa haaaayeeeeee kangnaa laaye ke ghar laut ke aaye re pardesi bideswaa se ghoom ke ke aaya saawan hoooooooo jhoom ke aya saawan jhoom ke tere sehare ki hain ye ladiyaan ke saawan ki jhadiyaan
aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai pijaayein aansuon ko bas wo jigar jigar hai bas wo jigar jigar hai aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai bedard zamana ya aaaa bedard meri kismat milkar bhi mil na paaye ummeed par guzar hai ummeed par guzar hai aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai aankhon mein aa ke theharo ya dil mein aa ke theharo ye bhi tumhara ghar hai wo bhi tumhara ghar hai wo bhi tumhara ghar hai aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai hum dil to apna pehle hi tumko de chuke hain hum dil to apna pehle hi tumko de chuke hain ik jaan reh gayi hai to wo bhi ab nazar hai to wo bhi ab nazar hai aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai
aye baadal aye baadal jhooom ke chal zameen ko choom ke chal aye baadal jhooom ke chal zameen ko choom ke chal mausam mehka mehka hai dil behka behka jaaye aye baadal jhooom ke chal zameen ko choom ke chal mausam mehka mehka hai dil behka behka jaaye aye baadal jhooom ke chal chal chal chal chal kya rang rangeeli waadi hai ye dhoop chamakti chandi hai kya rang rangeeli waadi hai ye dhoop chamakti chandi hai iss apne watan se o iss apne chaman se ik preet ki dori bandhi hai haaye aye baadal jhooom ke chal zameen ko choom ke chal mausam mehka mehka hai dil behka behka jaaye aye baadal jhooom ke chal chal chal chal chal jhaunka jo hawaa ka aata hai khushboo ko chura kar laata hai jhaunka jo hawaa ka aata hai khushboo ko chura kar laata hai titli bhi dole ho bhanwaraa bhi bole jharna bhi taraane gaata hai haaye aye baadal jhooom ke chal zameen ko choom ke chal mausam mehka mehka hai dil behka behka jaaye aye baadal jhooom ke chal chal chal chal chal chal chal chal chal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Ka Lagana Raag Rang (1952) 03:13 36181
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 36181   

Aur Hum Tum Wajood (1998) 07:12 13477
 
Poster of Wajood (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Nana Patekar
Duration : 07:12   Song Number : 13477   

Aur Is Dil Mein Imaandaar (1986) 05:28 20157
 
Poster of Imaandaar (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Farha Khan
Duration : 05:28   Song Number : 20157   

Aur Kaun Aayega Pukaar Lo Aur Kaun (1979) 05:24 38684
 
Poster of Aur Kaun (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:24   Song Number : 38684   

Aur Kuchh Der Thahar Aakhri Khat (1966) 03:13 12562
 
Poster of Aakhri Khat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:13   Song Number : 12562   

Aur Kya Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:58 16850
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:58   Song Number : 16850   

Aur Kya Ehed E Wafa (Male) Sunny (1984) 04:51 13238
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
Duration : 04:51   Song Number : 13238   

Aur Kya Ehed E Wafa (Female) Sunny (1984) 04:29 11278
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:29   Song Number : 11278   

Aur Mohabbat Hai Main Prem Ki Diwani Hoon (2003) 05:48 39279
 
Poster of Main Prem Ki Diwani Hoon (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 05:48   Song Number : 39279   

Aur Nahin Bas Aur Nahin Roti Kapada Aur Makaan (1974) 06:51 20158
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Duration : 06:51   Song Number : 20158   

Aurat Ne Janam Diya Sadhna (1958) 06:20 14104
 
Poster of Sadhna (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 06:20   Song Number : 14104   

Auvaa Auvaa Koi Yahaan Disco Dancer (1982) 05:31 13131
 
Poster of Disco Dancer (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Kim
Duration : 05:31   Song Number : 13131   

Avsar Beeto Jaat Praani Puran Bhagat (1933) 03:16 40743
 
Poster of Puran Bhagat (1933)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1933
Lyricist
Basant Kumar
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:16   Song Number : 40743   

Awaara Hoon Awara (1951) 03:06 20160
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:06   Song Number : 20160   

Awaarapan Banjarapan Jism (2003) 07:02 20080
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 07:02   Song Number : 20080   

Awara Majhi Jayega Kahan Pyasi Sham (1969) 03:08 14023
 
Poster of Pyasi Sham (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:08   Song Number : 14023   

Ay Hairate Guru (2007) 06:03 16922
 
Poster of Guru (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 06:03   Song Number : 16922   

Aya Sawan Jhoom Ke Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 07:00 20081
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dharmendra
Duration : 07:00   Song Number : 20081   

Aye Aankh Ab Na Rona Sipahiya (1949) 03:11 32255
 
Poster of Sipahiya (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Yakub Khan
Duration : 03:11   Song Number : 32255   

Aye Baadal Jhoom Ke Chal Nadaan (1971) 03:07 16281
 
Poster of Nadaan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
K Datta
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 03:07   Song Number : 16281